Jane Kyon

Deepak Dhande Thu 24th Sep 2015 : 13:09 Movie / Album - Always Kabhi Kabhi

Jane kyon, har lamha hai tham gaya jaane kyun, hoon zara jum gaya
Jaane kyun, aankhen nam si hui jaane kyun, manjilen kho gayi aur so gayi
Tujhe bin tanha hai yeh raatein bin alphason ki yeh baatein
Bin baarish ki hai barsaatein ab main jaanu kyun
Tujhe bin jaane kyun
Tujh bin tanha hai yeh raatein bin alphason ki yeh baatein
Bin baarish ki hai barsaatein ab main jaanu kyun tujhe bin jaane kyun
Jane kyon har lamha hai tham gaya jaane kyun, hoon zara jum gaya
Jaane kyun aankhen nam si hui
Jaane kyun, aankhen nam si hui jaane kyun, manjilen kho gayi aur so gayi
Tujh bin tanha hai yeh raatein bin alphason ki yeh baatein
Bin baarish ki hai barsaatein ab main jaanu kyun tujhe bin jaane kyun
Tujhe bin jaane kyun tujh bin tanha hai yeh raatein bin alphason ki yeh baatein
Bin baarish ki hai barsaatein ab main jaanu kyun tujhe bin jaane kyun

Dil jo kuch hai keh raha kyun sunta hai koi naa
Jahaan chhode thay pal kuch haseen vahi mein dekhuin to koi bhi nahi
Tujhe bin tanha hai yeh raatein bin alphason ki yeh baatein
Bin baarish ki hai barsaatein ab jaanu kyun tujhe bin jaane kyun
Tujhe bin jaane kyun tujh bin tanha hai yeh raatein bin alphason ki yeh baatein
Bin baarish ki hai barsaatein jaanu kyun tujhe bin jaane kyun

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts