Bharat Ka Bhai Lakshman

Deepak Dhande Sat 19th Sep 2015 : 06:09 Movie / Album - Aahutee (1978)

Iss duniya mein kaun sawaare, sabke bigade kaam - (2)
Bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam - (2)
Iss duniya mein kaun sawaare, sabke bigade kaam
Bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam - (2)

Raam ki lila aparampaar -2
Raam ki rachna yeh sansaar, raam ki puja jivan pyaar
Kaani pawan gangan bharati sab kare pranaam
Bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam - (2)

Mandir ja ya mann mein dekh -2, satal jagat mein woh hai ek
Lekin usake roop anek
Wohi paarvati shiv, wohi raadha ka shyaam
Bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam - (2)
Iss duniya mein kaun sawaare, sabke bigade kaam
Bharat ka bhai lakshman, lakshman ka bhai raam - (2)

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts