Lagi Apni Najariya Katar Ban Ke
Singer: Asha Bhosle
Writer: Rajendra Krishan
Composer: C Ramchandra
Movie/Album: Amar Deep
Jhule se nikle ghabrake banchpan
Bhule se ek din dekha jo darpan
Lagi apni najariya katar ban ke - 2
Koi dil me shama na jaye pyar ban ke - 2
Lagi apni najariya katar ban ke
Rama ho rama ho - 2
(Bachpan ka jana jawani ka aana
Gazab ho gaya haye gazab ho gaya) - (2)
Samjh me na aaye kya pa liya
Or kya kho gaya - 2
Koi khatke khyalo me har banke - 2
Koi dil me shama na jaye pyar banke - 2
Lagi apni najariya katar ban ke
Rama ho rama ho - 2
(Khwabo me koi aane laga
Dil churane laga - 2) - (2)
Kya kijiye haye dil hath se jane laga
Hoye jane laga
Koi rah jaye na gale ka har banke - 2
Koi dil me shama na jaye pyar banke
Lagi apni najariya katar ban ke
Rama ho rama ho rama ho rama ho