Ek Swarg Hai Aasman Par

Deepak Dhande Thu 24th Sep 2015 : 16:41 Movie / Album - Amba

(Ek swarg hai aasman par
Ek swarg hai dharti par) - (2)
(Aasma ke swarg se sundar swarg ye hamara hai
Waha jane kya hai
Kya nahi hai
Yaha ghar hamara hai
Ek swarg hai aasman par
Ek swarg hai dharti par) - (2)

Oo ho
Ye sari duniya kahati hai
Is ghar me amba rahti hai - 2
Mat samjho ek makan hai ye
Devi ma ka vardan hai ye
Is bat ka sabko dhyan rahe
Is dharti unchi shan rahe
Humko ma tera kahna jan se bhi pyara hai
Waha jane kya hai
Kya nahi hai
Yaha ghar hamara hai
Ek swarg hai aasman par
Ek swarg hai dharti par

Meri aisi bahu aise bache
Sanjog hai mere kitne achhe - 2
Ma tu hum sabki mata hai
Tujhe kon jiyada bhata hai
Is ghar ki shan hai tum sabse
Meri jaan me jaan hai tum sabse
Koi dil ka hai tukada
Koi aankh ka tara hai
Waha jane kya hai
Kya nahi hai
Yaha ghar hamara hai
Ek swarg hai aasman par
Ek swarg hai dharti par

Sapno ke dip jalo
Aao pyar ki jyot jagao
Aisi hai ye pyar ki jyoti
Jo kabhi bhi kam na hoti
Oo ho
Ye rat hai dipo wali
Mana hai aaj diwali
Mata teri mamta ka ye sara ujiyara hai
Waha jane kya hai
Kya nahi hai
Yaha ghar hamara hai
Ek swarg hai aasman par
Ek swarg hai dharti par

Ho din aaya bada ye rangila - 2
Rang bikhar gaya nila pila
Ho mat chhed - 2
Kayamat kar dugi
Teri ma se shikayat kar dugi - 2
Tyohar ye logo holi ka
Ya khel hai aankh micholi ka
Pakad dunga mai pichhe daudunga
Bhabhi tujhe rang ke chhodunga
(Ankhiya kaha hai devar ji
Kaha ye ishara hai) - (2)
Waha jane kya hai
Kya nahi hai
Yaha ghar hamara hai
Ek swarg hai aasman par
Ek swarg hai dharti par
Aasma ke swarg se sundar swarg ye hamara hai
Waha jane kya hai
Kya nahi hai
Yaha ghar hamara hai
(Ek swarg hai aasman par
Ek swarg hai dharti par) - (2)

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts