Ma Ka Man Mamta Ka Mandir

Deepak Dhande Thu 24th Sep 2015 : 16:43 Movie / Album - Amba

Ma ka maan mamta ka mandir
Maan ke andar tut gaya
(Ma ka maan mamta ka mandir
Maan ke andar tut gaya
Roye yashoda maiya kanhiya ruth gaya - 2) - (2)

Kuch bhi huya nikle na aansu - 2
Aaj raha na dil par kabu
Pichhe mudkar dekh jara tu - 2
Dukh se tere hath se mere
Sabar ka daman chhut gaya
Roye yashoda maiya kanhiya ruth gaya - 2

Shak ho to shak dur tu kar le - 2
Mujhko kahi se hath se tak le
Pyar bahega khun ke badle - 2
Ye ek sach hai, ye hi sach hai
Ye sach kase chhut gaya - 2
Bas ma bas kuch aur na kahana - 2
Mushkil hoga ye dukh sahana
Bhig gaye mere bhi naina - 2
Maf mujhe kar de tu hansh kar - 2
Mai asvan me dub gaya - 2

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts