Hum Tum Yeh Bahar Dekho Rang Laya Pyar

Deepak Dhande Thu 24th Sep 2015 : 16:57 Movie / Album - Amber

Hum tum yeh bahar dekho rang laya pyar, barsat ke mahine me
Rhim jhim yeh phuhar, dil gaye re malhar, ek aag liye sine me
Teri julfo kee yeh rangat hai, (jo badal banke chhayi hai -2)
Teri ankho kee yeh masti hai, (jo sawan banke aayi hai -2)

Mera dam jab tak rahe pyar kee chamak, mere dil ke nagine me
Rhim jhim yeh phuhar, dil gaye re malhar, ek aag liye sine me
Hum tum yeh bahar dekho rang laya pyar, barsat ke mahine me
Rhim jhim yeh phuhar, dil gaye re malhar, ek aag liye sine me

Dooniya ko hamari ho naa khabar, (ankho me ishare ho jaye -2)
Ulfat kaa chale aisa jadu, dushuman bhi humare ho jayey
Ghum dil se ho dur, naa ho koyi majbur, phir aaye maja jine me
Rhim jhim yeh phuhar, dil gaye re malhar, ek aag liye sine me
Hum tum yeh bahar dekho rang laya pyar, barsat ke mahine me
Rhim jhim yeh phuhar, dil gaye re malhar, ek aag liye sine me

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts