Lashkara Lashkara Mere Kangana Ka

Deepak Dhande Sat 19th Sep 2015 : 16:19 Movie / Album - Aaj Ka Goonda Raaj

Lashkara lashkara mere kangana ka lashkara - 3
Teri nind udayega tera chain churayega - 2

Banjara banjara teri galiyo ka banjara - 2
Dil me basayega teri mang sajayega - 2
Lashkara lashkara mere kangana ka lashkara
Banjara banjara teri galiyo ka banjara

(Mai hu teri diwani
Lage tu mujhko sabse pyara
Hara ye dil mai hara
Mujhe teri ada ne mara) - (2)
Aag lagi kasi
Ye pyas jagi kasi
Ye dard saha jata nahi
Pas tere aau ya dur chala jau
Karar kahi aata nahi
Dhadkan badayega tujhko satayega - 2
Banjara banjara teri galiyo ka banjara
Lashkara lashkara mere kangana ka lashkara

(Teri kawari chudi sari raina mujhe tadpaye
Ho ke juda ab tujhse chain mujhko kahi na aaye) - (2)
Bol meri rani chhupa na diljani
Ye hal tera kab se hua
Bhul gayi sabko mai bhul gayi rab ko
Ye pyar mujhe jab se hua
Tera hosh gawayega madhosh banayega - 2

Lashkara lashkara mere kangana ka lashkara
Banjara banjara teri galiyo ka banjara
Teri nind udayega
Ho tera chain churayega
Dil me basayega
Teri mang sajayega
Lashkara lashkara mere kangana ka lashkara
Banjara banjara teri galiyo ka banjara

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts