Jale Na Kyo Parvana

Singer: Surendra Nath
Writer: Anjum Pilibhiti
Composer: Naushad Ali
Movie/Album: Anokhi Ada (1948)

 (Jale na kyo - 2

Jale na kyo parvana - 2) - (2)

Shama dikhakar husn ke jalve - 2
Bana ke jab diwana
Jale na kyo parvana
(Dil ki lagi ka naam hai ulfat
Dil ki lagi ka naam ulfat hai) - (2)

Aur ulfat ka hai ye matlab - 2
(Chupake chupake dhire dhire
Hans hans ke jal jana) - (2)

Jale na kyo parvana
Jale na kyo - 2
Jale na kyo parvana - 2

Jalana hai to phir jal jaye ho
Jalana hai to phir jal jaye

Husn ke sanche me dhal jaye - 2
(Ishq me dono ek hai ab to
Jina ya mar jana) - (2)
Jale na kyo parvana

Shama dikhakar husn ke jalve - 2

Banaa ke jab diwana
Jale na kyo parvana