Shambhu Sutaya

Deepak Dhande Mon 28th Sep 2015 : 14:42 Movie / Album - Any Body Can Dance

Riddhi siddhi vriddhi hoti haan tere hi aane se
Aur sundar ye shristi hoti haan tere hi aane se
Moryaaa - 2

Mann ke andhere kone mein jo daanav chhupa hai moreya!
Uspe hi jay ho to digvijay ho teri tarah morya
Ganpati bappa morya pudhchya varshi lavkar ya

Laakh koi de hunkare laakh koi dhamkaye

Ho ho hum teri raahon pe chalte hum nahi rukne waale

Mera deva devon ka devta maaza deva devon ka devta
Per rukne naa sar ye jhukne naa dega
Morya re morya ganpati bappa morya
Shambhu sutaya shambhu sutaya lambodaraye morya
Manya re bappa morya ganpati bappa morya
Devaaaaa....

Sajjan ki aas durjan ka naash (tu kaisa bindaas hai raja) - 2
Teri ho pooja phir koi dooja (tu sabka vishwas hai raja) - 2
Yun sabhi devon ke aage ye sar jhuka hai morya
Par apna hai tu ghar pe humaare aaya hai moryaaaa
Morya re morya ganpati bappa morya
Shambhu sutaya shambhu sutaya lambodaray morya
Manya re bappa morya ganpati bappa morya

Gan gan ganapati gajmukh mangal ghit ghire ghit ghire ghit ghire
Thoon thoon tat tat thayee tha
Jai jagvandan vakra tund daani daata
Vighan haran shubh karan dhagina dha - 3
Dhoom kite dhoom kite
Dhadhang dhadhang dhagina dha - 2
Morya re morya
Ganpati bappa morya

Morya re morya ganpati bappa morya
Shambhu sutaya shambhu sutaya lambodaraye morya
Manya re bappa morya ganpati bappa morya

Hey... jal mein thal mein shristi shakal mein
Van mein ran mein kan kan mein
Taru mein kan mein gaj mein gana mein
Morya hai har mann mein
Hey rang ki dhaare rang buhaare
Chhal chhal chhalke har jag mein
Tej hai bal hai shakti prabal hai
Morya ke darshan mein re bappa
Morya ke darshan mein re deva
Morya ke darshan mein
Hey morya ke darshan mein.. ho

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts