Katra Katra Udd Kar Sagar

Deepak Dhande Mon 28th Sep 2015 : 15:12 Movie / Album - Apna Aasmaan

Katra katra udd kar sagar badal banta hai
Luk chhup karta jugnu rasta roshan karta hai
Kar aisa kuchh jo hovaye, tera hai jahan chal jitale dooniya re - (2)

Katra katra udd kar sagar badal banta hai
Luk chhup karta jugnu rasta roshan karta hai
Kar aisa kuchh jo hovaye, tera hai jahan chal jitale dooniya re - (2)

O bandhu re, bund bund megha barse, bhar jayey dariya
Chhoti chhoti akhiya hee dikhaye yeh dooniya - (2)
Kar aisa kuchh jo hovaye, tera hai jahan chal jitale dooniya re - (2)

O bandhu re, dana mile mati me toh ped ban jayey
Chanv bhi de, phal bhi de kaisa tanjaye - (2)
Kar aisa kuchh jo hovaye, tera hai jahan chal jitale dooniya re - (4)
O bandhu re........

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts