Dooniya Me Logo Ko Dhokha Kabhee

Deepak Dhande Mon 28th Sep 2015 : 15:17 Movie / Album - Anand Ashram

Beera... tara tara tara, para para para
Ta ra ta ra ta ra ta ra, ta ra ru.........

Dooniya me logo ko dhokha kabhee ho jata hai
Ankho hee ankho me yaro kaa dil kho jata hai
Dooniya me.......

Dooniya me.......
(Nagin si meri chal rakhana dil kaa khaayal
Mere diwano kaa ho jata hai yeh hal) - (2)
Bida bida bayara bayara
Taratara tara turu turu turu...... ru
Jagi mai sari rain sara jahan so jata hai
Ankho hee ankho me yaro kaa dil kho jata hai

(Kahati hai yeh najar, kab kya ho kya khabar
Dooniya me chand log, hote hain jadugar) - (2)
Bida bida bayara bayara
Taratara tara turu turu turu...... ru
Suniye jee unape bhi jadu kabhee ho jata hai
Ankho hee ankho me yaro kaa dil kho jata hai

(Pinjare me chalake aap, aa jata hai shikar
Katil pe bhi kabhee, aa jata hai yun pyar) - (2)
Bida bida bayara bayara
Taratara tara turu turu turu...... ru
Bato hee bato me hona hai jo ho jata hai
Ankho hee ankho me yaro kaa dil kho jata hai
Dooniya me.........

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts