Shame Bahara Subhe Chaman

Singer: Mohammad Rafi
Writer: M. K. Javed
Composer: Usha Khanna
Movie/Album: Aaja Sanam (1975)

Shame bahara subhe chaman - 2

Tu mere khwabo ki pyari dulhan - 2
Shame bahara subhe chaman - 2

Tujhse najar meri takra gayi - 2
Jannat baru ye jami aa gayi
Dil ke andhero me futi kiran - 2
Shame bahara subhe chaman - 2
Tu mere khwabo ki pyari dulhan
Shame bahara subhe chaman - 2

Dil chinti hai teri har ada - 2
Masum sokhi me dubi haya
Kya sadgi hai ye kya bakpan - 2
Shame bahara subhe chaman - 2
Tu mere khwabo ki pyari dulhan
Shame bahara subhe chaman - 2

Tere liye kitna bechain tha - 2
Mujh par khuda ko taras aa gaya
Kam aa gayi mere dil ki lagan - 2
Shame bahara subhe chaman - 2
Tu mere khwabo ki pyari dulhan - 2
Shame bahara subhe chaman - 2