Keh Raha Hai Dil Diwana

Deepak Dhande Tue 29th Sep 2015 : 03:05 Movie / Album - Baabul - 2006

Keh rahaa hai dil diwaanaa jaane jaa khaake kasam - 2

Hum ishq main mar jaayenge kuch bhi sanam kar jaayenge
Chodenge naa daaman yaar kaa ((wada raha - 3) pyaar kaa) - 2

Keh rahaa hai dil diwaanaa jaane jaa khaake kasam

Dooriyaan naa ab zaraa ho jaanaa, saanso ke ye darmiyaan
Chhedati hai dhadakano ko pal pal mausam ki narmiyaan
To aaja chahato ki shabanam pi le, lamho main sadiyon ko ji le
Keh raha hai, pal suhana, jaane jaa khaake kasam

Tu khayaalo ke hansi saaye mein rehata hai raat din,
Kuch nahi hai zindagaani meri, ab tanhaa tere bin
To aaja janmo kaa bandhan jode, thaam ke baahen naa chhode
Keh raha hai, har phasaanaa, jaane jaa khaake kasam
Keh raha hai dil diwaanaa, jaane jaa khaake kasam
Hum ishq mein mar jaayenge kuch bhi sanam kar jaayenge
Chhodenge naa daaman yaar kaa, ((wada raha - 3) pyaar kaa) - 2

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts