Dhadkta Hai Dil Mera

Deepak Dhande Tue 29th Sep 2015 : 13:22 Movie / Album - Baazi (1995)

Dhadkta hai dil mera kaho to sunau
Sunungi kabhi sanam abhi to mai jau
Are ye ye kya kaha tumne kaha
Are ye wohi jo suna tumne
Ye bhi koi wakt hai janam kahi jane ka
Mujhe jane doge ya shor mai machau
Kaho to bas ek bar baho me uthau

Are ye ye kya kaha tumne
Are ye wohi jo suna tumne
Ye bhi koi wakt hai baho me aane ka
Dhadkata hai dil mera kaho to sunau
Sunungi phir kabhi abhi to mai jau
Are ye

Dil ye diwana tera mastana mera to na jor chale
Leke kayi janam pahuchoge sanam in baho ke tale
Dur nahi wo din bhi teri baho me aane ka
Jo bhi hoga dekhungi abhi to mai jau
Dhadkata hai dil mera kaho to sunau
Sunungi phir kabhi abhi to mai jau
Are ye

Itna bhi jana gale na lagana ke ho jaye koi khata
Pyar karna bhi kya koi khata hai janeman tu hi bata
Yahi to sanam kahte hai ham par tuhi mane na
Mar dalegi mujhe teri jau jau
Acha baba man gayi abhi to mai jau

Are ye ye kya kaha tumne
Are ye wohi jo suna tumne
Ye bhi koi wakt hai janam kahi jane ka

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts