Chhod Babul Kaa Ghar Mohe Pi Ke Nagar Aaj Jana Pada

Deepak Dhande Tue 29th Sep 2015 : 17:57 Movie / Album - Babul

Chhod babul kaa ghar, mohe pi ke nagar
Aaj jana pada
Chhod babul kaa ghar, mohe pi ke nagar
Aaj jana pada, o aaj jana pada
Chhod babul kaa ghar, mohe pi ke nagar
Aaj jana pada

Sang sakhiyo ke bachapan bitati thi mai, ha bitati thi mai
Byah gudiyo kaa hans hans rachati thi mai, ha rachati thi mai
Sab se munh mod kar, kya batau kidhar
Dil lagana pada, o aaj jana pada
Chhod babul kaa ghar, mohe pi ke nagar
Aaj jana pada

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts