Shaitaaniyan

Singer: Ankit Tiwari
Writer: Shabbir Ahmed
Composer: Bobby Imran
Movie/Album: Badmashiyaan

 Shab ki baahomein so jaaye subah

Khabon ko tere palakon pe doon saja

Shab ki baahomein so jaaye subah
Khabon ko tere palakon pe doon saja
Goonje saasonmein teri hi sada
Naye labz tera tu meri hi subah
Shaitaaniyan raat bhar karle aa toot kar
Badmashiyan raat bhar karle aa toot kar

Milna tera milna mera milna tha kisamat mein likha
Manjhil bhi thi milon juda raahein mili jo tu mila
Shaitaaniyan raat bhar karle aa toot kar
Badmashiyan raat bhar karle aa toot kar