Dooniya Kaa Maja Le Lo, Dooniya Tumhari Hai

Deepak Dhande Wed 30th Sep 2015 : 06:04 Movie / Album - Bahaar-1951

Dooniya kaa maja le lo, dooniya tumhari hai yeh dooniya tumhari - (2)
Dooniya tumhari hai yeh dooniya tumhari hai - (2)
Dooniya kaa maja le lo

Dooniya ko lat maro, dooniya salam kare - (2)
Mud mud salam kare, jhuk jhuk salam kare, bik bik salam kare
Kabhi namaste ji toh, kabhi ram ram kare - (2)
Dooniya ke bap ho tum -2 dooniya tumhari hai, yeh dooniya tumhari hai
Dooniya kaa maja le lo

Dooniya se daroge toh dooniya dabayegi - (2)
Aankhe dikhayegi, rob jamayegi e ji hansi udayegi
Chain naa lene degi jan jalayegi - (2)
Tan ke sina chalo -2, dooniya tumhari hai yeh dooniya tumhari hai
Dooniya kaa maja le lo

Dooniya ke jitane nazaaren hai, tumhare hai - (2)
Yeh phul tumhare hai, yeh tare tumhare hai
Chanda tumhara hai, chandaniya tumhari hai - (2)
Dooniya kaa maja le lo

Dooniya kaa maja lelo, dooniya tumhari hai yeh dooniya tumhari - (2)

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts