Dekho Veer Jawano Apne Khun Pe

Deepak Dhande Sun 20th Sep 2015 : 07:35 Movie / Album - Aakraman

Meri jaan se pyare tujko tera
Desh pukara ja
Ja bhaiya ja beta ja mere yara ja
(Dekho veer jawano
Apne khun pe ye ilzam na aaye) - (2)
Varna kahenge mere bete
Waqt gaya to kam na aaye
Dekho veer jawano
Apne khun pe ye ilzam na aaye
Dekho veer jawano

Hum pahele bharatwasi - 2
Phir hindu muslim sikh isai
Hum pahele bharatwasi
Naam juda hai
To kya bharat maa ke sab ek hai bhai
Abdul uske bacho ko pahle
Jo ghar wapas ram na aaye
Dekho veer jawano
Apne khun pe ye ilzam na aaye
Dekho veer jawano

(Andha beta yudh pe chala
To na ja na ja uski maa bholi) - (2)
Wo bola kam kar sakta hu
Main bhi dushman ki ek gholi
Jikrar shahido ka ho to kyou
Un me mera naam na aaye
Dekho veer jawano
Apne khun pe ye ilzam na aaye
Dekho veer jawano

Aacha chalte hai - 2
Kab aayegenge ye kahena muskil hoga
Tum kaheti ho khat likna
Khat likne se kya hasil hoga
Khat ke sath vanbhumi se
Vijay ka jo paigam na aaye
Dekho veer jawano
Apne khun pe ye ilzam na aaye
Varna kahenge mere bete
Waqt gaya to kam na aaye
Dekho veer jawano
Apne khun pe ye ilzam na aaye

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts