Chhota Sa Mann Hai, Mann Me Sanam Hai

Deepak Dhande Wed 30th Sep 2015 : 17:03 Movie / Album - Bas Itna Sa Khwab Hai

Chhota sa mann hai, mann me sanam hai - (2)
Sanam ek khwab hai -2, khwab hai bas khwab hai
Khwab hai, khwab hai

Kya yahee ishk hai, kya yahee ishk hai
Ishk ek behta dariya jo kabhee naa thama
Ishk ek aisa sapna jo naa hasil huwa
Gar ishk hai khuda toh khuda dard deta hai kyun - (2)
Ishk ishk yeh ishk ishk hai, kya yahee hai ishk ishk - (2)

Aa aa aa aa aa..............
Chhota sa mann hai, mann me sanam hai
Chhota sa mann hai......

Hmm hmm hmm hmm hmm..................
Aankho me jo sapna tha, lagta kitna apna tha - (2)
Dil kee nagree me rehta tha, sanso me phulo sa khilta tha
Chhota sa mann hai, aa mann me sanam hai
Chhota sa mann hai......

Ishk patta patjhad kaa jo kahee naa tika
Ishk aansu aankho kaa jo rukaye naa ruka
Gar ishk hai khuda toh khuda, dard deta hai kyun - (2)
Ishk ishk yeh ishk ishk hai, kya yahee hai ishk ishk - (2)

Aa aa aa aa aa..............
Chhota sa mann hai, mann me sanam hai
Chhota sa mann hai......

Yeh jindagee kal tere nam thee, khushee kaa paigam thee
Aaj naa too hai naa teraa sath hai
Teraa chhoda huwa har lamha pas hai
Chhota sa mann hai, mann me sanam hai - (2)
Sanam ek khwab hai -2, khwab hai bas

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts