Shahar Ye Shahre
Singer: Sukhwinder Singh
Writer: Shabbir Ahmed
Composer: Amjad Nadeem
Movie/Album: Benny And Babloo
Dil ki manzil har kadam dard ka shama kyu hai
Har kadam dard ka shama kyu hai
Shahar ye shahre biyaban kyu hai - 2
Anginat dil mein khwahiso ke ho kyu - 2
Aankh virani pe
Aankh virani pe hairan kyu hai
Yu har ek sakhs presan kyu hai
Shahar ye shahre biyaban kyu hai - 2
Yu har ek sakhs
Yu har ek sakhs pareshan kyu hai