Huye Un Se Naina Chaar Ab Main Kya Karuun
Singer: Lata Mangeshkar
Writer: Aarzu Lucknavi
Composer: Anil Biswas
Movie/Album: Beqasoor
More naina laage un se jiya chaahe so kahe
Huey un se naina chaar ab main kya karuun main kya karuun
Dil se gaya qaraar ab main kya karuun main kya karuun
Naya sahaara paaya dil ne bane vo man ke mit - 2
(Nayi umangein gaati hain ab - 2) naye niraale git
Chhed ke man ke taar ab main kya karuun main kya karuun
Naina man ka bhed bataakar aap bane anjaan - 2
Aashaaon mein halachal hai ab aashaaon mein halachal hai
Armaanon mein tuufaan
Dil kar baitha hai pyaar ab main kya karuun main kya karuun