Tere Bin Suna Suna Yeh Jahaan

Deepak Dhande Sun 20th Sep 2015 : 13:32 Movie / Album - Aamras

Yeh jamin yeh aasmaan yeh waadiyaan
Gumsum hai kyun bhala saara sama

(Yeh jamin yeh aasmaan yeh waadiyaan
Gumsum hai kyun bhala saara sama) - (2)
Tham sa gaya yeh pal, dil na lage aajkal
Tu hi bata kya karun kaise yahaan main rahun
Tere bin suna suna yeh jahaan - (4)

Yeh nadi yeh saahilein yeh kashtiyaan
Sab puchhate hai yeh tu hai kahaan
Kya main kahun inase, dur hai tu mujhase
Kya baat hai kya huwa, kyun ho gayi tu juda
Tere bin suna suna yeh jahaan - (2)

Mere honto mein sama banake hansi
Meri jindagi mein aa leke khushi
Bhul gayi tu mujhe, yaad karu main tujhe
Aaja sanam aa bhi ja, sun le sada o meri jaan
Tere bin suna suna yeh jahaan - (4)

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts