Apne Naa Ho Sake Jo Dil Kaa Karar Ho Kar

Singer: Noor Jehan, Zeenat Begum
Writer: Not Applicable
Composer: Shyam Sundar
Movie/Album: Bhaijan

 Apne naa ho sake jo dil kaa karar ho kar

Aankho me bas gaye hain range bahar ho kar

Pehle naa yeh kabar thi hai maut dil kaa aana
Jo phul khil raha tha khataka woh kar ho kar

Ham dil me dafn kar ke sab murda hasarato ko
Kamosh jal rahe hain shamme majar ho kar