Jhum Jhum Manmohan Re Murali

Deepak Dhande Sun 4th Oct 2015 : 13:32 Movie / Album - Biraaj Bahu

Shyam re aa aa aa.... shyam re
Ik pal darash dikha ja

Jhum jhum manmohan re murali madhur suna ja - (4)
Tere darash ke pyase naina ik pal darash dikha ja
Jhum jhum..........

Gokul suna, mathura suni, (sune braj ke jhule -2)
Bhul gaya too hamko mohan (ham naa tujhko bhule - 2)

Phir panaghat pe jamuna ke tat pe aake ras racha ja ghanshyam
Ghanshyam, ghanshyam, radheshyam, ghanshyam
Phir panaghat pe jamuna ke tat pe aake ras racha ja
Jhum jhum..........

Ham jaise toh lakho jag me (tujhsa kaun hai data -2)
Tod ke sare nate hamane joda tujh sanga nata, joda tujhse nata

Bhanwar me naiya padi, khevaiya abb toh par laga ja, ghanshyam
Ghanshyam, ghanshyam, radheshyam, ghanshyam
Bhanwar me naiyya padi, khevaiyya abb toh par laga ja
Jhum jhum..........

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts