Janam Aao Jara Pass Me
 Jaanam aao zaara pass mein jaanam dubo ehsaas mein - 2
 Doori aaj door kar do todo mujhko aaj choor kar do
 Mujh mein aaj khud ko bhar dona bhardo na
 Jaanam aao zaara pass mein jaanam dubo ehsaas mein
 
 Yeh teri meri raat hay yeh samma bhi toh saath hay
 Tu neend kharab kar phir pura har khawab kar
 In julfon ki saath uljho mere dil ki baat samjho 
 Mujh mai aaj khud ko bhardo bhardo na
 Jaanam aao zaara pass mein jaanam dubo ehsaas mein - 2
 
 Sunn seene mein jo shor hay ye chahtoin ka zor hay
 Aaa tujhko main pyaar doon pal tujh mein guzzar doon
 Aankhoein pe yeh aankhein rakh do
 Saason pai ye saansein rakh do
 Mujh mai aaj khud ko bhardo bhardo
 Jaanam aao zaara pass mein jaanam dubo ehsaas mein
 Jaanam aao zaara pass mein jaanam dubo ehsaas mein jaanam
With All Lyrics Some Information Is required
- Writer / Poet -
- Composer -
- Singer -
- Movie / Album -

