Fifi

Singer: Suman Sridhar
Writer: Amitabh Bhattacharya
Composer: Mikey McCleary
Movie/Album: Bombay Velvet

 Jaata kahan hai deewane sab kuch yaha hai sanam

Bakki ke saare fasane jhoote hain teri kasam
Fifi kuch tere dil mein
Fifi kuch mere dil mein jamaana hai boora

Sayyiad hai tu magar mujh ko na yoon tann ke dekh
Nadaan jara ek baar kaidi mera bann ke dekh
Mano mano meri baat hai ye pehali mulakaat
Mano mano meri baat
Dekho pehalu se utt ke hai jaana boora

Jaata kahan hai deewane sab kuch yaha hai sanam
Bakki ke saare fasane jhoote hain teri kasam
Fifi kuch tere dil mein
Fifi kuch mere dil mein jamaana hai boora