Lag Gaya Bumboo

Deepak Dhande Sat 10th Oct 2015 : 04:39 Movie / Album - Bumboo

Babam babam bam bam - 7
Bumboo bumboo bumboo bumboo lag gaya hai bumboo - 2

Are daftar naukar joru saali sab bumboo hai
Jhopad patti janglo chali sab bumboo hai
Oh chammiya gori ya kaali sab bumboo hai
Are pappi de ya gaali sab bumboo hai
Are aajo bajoo rang biranga
Upar neeche padta udta
Saala bumboo kab lag jaye
Koi bhi papu bach na paye
Jisme dum hai bachke dikhaaye
Are daftar naukar joru saali sab bumboo hai
Sab bumboo hai jhopad patti janglo chali
Sab bumboo hai sab bumboo hai

(Pal mein tola pal mein maasha
Jeevan ki mushkil hai bhaasha
Samjhi to gaya time nikal
Zara hatke bachke dekhke chal) - 2
Chakkar pe chakkar chalta hai
Har ek ka number lagta hai
Chahe kitni jaan bachaye
Phir bhi bumboo lag hi jaaye
Jisme dum hai bachke dikhaaye
(Are kajra-gajra bindi-baali
Sab bumboo hai sab bumboo hai) - 2

(Jahaan aankh bachi vahin daam lage
Are tirth bijuriya kaam lage
Koi anjaane mein katta hai
Koi jan bujhke phasta hai) - 2
Bumboo dekhe aaj na kal
Bumboo hai bin mausam ka phal
Maya hai sab maya hai
Har mod pe iska saaya hai
Jisme dum hai bachke dikhaaye
Are sacha jhootha asli gyaani sab bumboo hai
Sab bumboo hai waiter table paliya thaali
Sab bumboo hai sab bumboo hai

Oh chammiya gori ya kaali sab bumboo hai
Are pappi de ya gaali sab bumboo hai
Are aajo bajoo rang biranga
Upar neeche padta udta
Saala bumboo kab lag jaye
Koi bhi papu bach na paye
Jisme dum hai bachke dikhaaye
Are daftar naukar joru saali sab bumboo hai
Are sacha jhootha asli gyaani sab bumboo hai
Are kajra-gajra bindi-baali sab bumboo hai
Sab bumboo hai andar ho ya baharwali
Sab bumboo hai sab bumboo hai
Bumboo bumboo bumboo bumboo lag gaya hai bumboo - 2
Babam babam bam bam - 7

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts