We Rock We Rock We Rock On

Deepak Dhande Sat 10th Oct 2015 : 05:36 Movie / Album - Camp Rock

Yeah we rock we rock we rock on
Tum yeh jaano na tum mein baat hai kya, sara jahan tumpe hi fida hai
Masti ki hai taal aaja jhumein yaar, jara cool yeh apni ada hai
Jaadu sa chalta hai, sur jab chalakta hai si me maja sa bhara hai jara
Sitaaron bhara apna jahan, ke khwabon ki hai manjil aasmaan
We rock we rock we rock we rock on
Aa karein jara mitha sa shor, iraadon mein hai apane bhi jor
We rock we rock we rock we rock on

Music me hai fun aur hum jo hain sang
We gonna do it all in our own way
Rukna abb kaisa chupana abb kaisa, khulake maangenge sab jindagi se
Jadu sa chalta hai sur jab chalakta hai ismein maaja sa bhara hai jara
Sitaaron bhara apna jahan, ke khwabon ki hai manjil aasmaan
We rock we rock we rock we rock on
Aa karein jara mitha sa shor, iraadon mein hai apane bhi jor
We rock we rock we rock we rock on
Haan koi saanson mein hai, dhun jara sa gaur se tu sun
Hai issme josh jo roke se na rukta hai, we rock we rock on
Har ek din aur har ek raat, we rock we rock on
Har ek bat mein hai ek baat
(Sitaaron bhara apna jahan, ke khwabon ki hai manjil aasmaan
We rock we rock we rock we rock on
Aa karein jara mitha sa shor, iraadon mein hai apane bhi jor
We rock we rock we rock we rock on) - (2)

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts