Bin Tere Kaise Jiyenge Yaar

Singer: Anand Raj Anand
Writer: Anand Raj Anand, Sameer
Composer: Anand Raj Anand
Movie/Album: Chakradhaar

 Bezubaan bezubaan hum rahe bezubaan

Tumse keh na sake
Dil ki hum dastan tumne toh akar
Neende chura kar le hi liya hai
Mera intihar

Bin tere bin tere kaise jiyenge yaar
Keh do na keh do na tumhein humse hua hai pyar

Tum se mil kar yeh laga tha
Ek hi harman sa jaga tha
Teri aankhon mein hi kahi
Meri manzil ka pata tha
Daman chhuda kar fassle bada kar
Kyun ho gaye ho hum se juda

Bin tere bin tere kaise jiyenge yaar
Keh do na keh do na
Tumhein humse hua hai pyar