Chheen Ke Lenge

Deepak Dhande Sun 11th Oct 2015 : 05:59 Movie / Album - Chakravyuh

Chhen ke lenge apna haq - 2
Na koi shubha na koi shaq
(Dhan dhana dhan dhan dhana dhan
Dhan dhana dhan dhan) - 2
Bhiga main sawarey
Dhan dhana dhan dhan dhana dhan
Dhan dhana dhan dhan

Jungle apna baap hai nadiya hamri maiyya
Inko kisi ne jo chheena daag denge hum seena
(Dhan dhana dhan dhan dhana dhan
Dhan dhana dhan dhan) - 2

Jungle apna baap hai nadiya hamri maiyya
Inko kisi ne jo chheena daag denge hum seena
(Dhan dhana dhan dhan dhana dhan
Dhan dhana dhan dhan ho) - 2

(Dhan dhana dhan dhan dhana dhan
Dhan dhana dhan dhan ho..) - 2

Ab na sunein ab na sahein sun bhi liya seh bhi
Kab tak zubaan chup ho yahaan bolegi woh to kabhi
Maang raha arre maang raha naya aadmi jeene ke adhikaar ko
Ab na mila haar ke apnaaya hathiyaar ko
(Dhan dhana dhan dhan dhana dhan
Dhan dhana dhan dhan) - 2

(Ab na ruke ab na thame yeh jung hai bhookh ki
Ab darr nahi ab hamne bhi hathon mein bandook li) - 2
Hath bole majdoor se ab na suno dhanwaan ki
Hall bole ab khet se faslein hain kisaan ki
(Dhan dhana dhan dhan dhana dhan
Dhan dhana dhan dhan) - 2

(Dhan dhana dhan dhan dhana dhan
Dhan dhana dhan dhan) - 2

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts