Tere Badan Mein

Singer: Alka Yagnik, Kumar Sanu
Writer: Sameer
Composer: Anu Malik
Movie/Album: Chehraa

 --male--

Tere badan mein dhadakne lagaa hoon, dil ki tarha- 2
Yeh aur baat hai ke tujhe abhi sunaayi naa de - 2

--female--
Tere badan mein dhadakne lagi hoon, dil ki tarha- 2
Yeh aur baat hai ke tujhe abhi sunaayi naa de - 2

--male--
Tera chehraa in aankhon ke paas rehta hai

--female--
Jab tu jaaye door tera ehsaas rehta hai

--male--
Tere siva ab mujhe mere sanam, kuch bhi dikhaayi naa de

--female--
Tere badan mein dhadakne lagi hoon, dil ki tarah

--male--
Tere badan mein dhadakne lagaa hoon, dil ki tarah

--female--
Yeh aur baat hai ke tujhe abhi sunaayi naa de

--male--
Yeh aur baat hai ke tujhe abhi sunaayi naa de

--female--
Naa jaane kyoon tujhpe itna pyaar aata hai

--male--
Teri baahon mein aake har dard jaata hai

--female--
Dede mujhe koi sadaa rabba mere humko judaai naa de

--male--
Tere badan mein dhadakne lagaa hoon dil ki tarha

--female--
Tere badan mein dhadkane lagi hoon dil ki tarha

--male--
Yeh aur baat hai ke tujhe abhi sunaayi naa de

--female--
Yeh aur baat hai ke tujhe abhi sunaayi naa de