Ghar Aaja Ghir Aaye Badara Sanwariya
Singer: Lata Mangeshkar
Writer: Shailendra
Composer: R D Burman
Movie/Album: Chhote Nawab
Ghar aaja ghir aaye badara sanwariya
Mora jiya dhak dhak rey chamake bijuriya
Suna suna ghar mohe dasane ko aaye rey
Khidakee pe baithee baithee saree rain jaye rey
Tap tip sunata mai toh bhai rey banwariya
Kasamata jiyara kasak moree dunee rey
Pyasee pyasee ankhiyo kee kaliya hai *** rey
Jane mohe lagee kis bairan kee najariya
Ghar aaja ghir aaye