Dum Bhar Na Dum Lenge

Singer: Udit Narayan, Vinod Rathod
Writer: Rakesh Nirala
Composer: Atul Srivastav
Movie/Album: College Campus

 Tum ko qasam hai hai is ki qasam

Jhukna nahi tum chaahe koi karay sitam

Dam bhar na dam lenge rukh hawa ka badlenge - 2
Manzilo ko yaaro ham raah me bichhaeynge
Hausla na haarenge jeet ke dikhaeynge - 2
Dam bhar na dam lenge rukh hawa ka badlenge - 2
Manzilo ko yaaro ham raah me bichhaeynge
Hausla na haarenge jeet ke dikhaeynge - 2

(Poochh apne dil se tu kya tujhe yeh kehta hai
Kaun hai jo seene me ban ke dil dharakta hai) - 2
Ban ke dil dharakta hai…
Chuppiyo ko toro tum aise munh na moro tum - 2
Mushkilo me saath mil ke khud ko aazmaeynge
Hausla na haarenge jeet ke dikhaeynge - 2

(Choro bhi shikaayatai jab apno ki baat hai
Kya rakha hai ranjish mein jab dosti hai sath hai) - 2
Dosti hai sath hai…
Sacch bhale pareshaan ho haarta nahi kabhi - 2
Dono ka miljul kar ham kaarwaan banaeynge
Hausla na haarenge jeet ke dikhaeynge - 2

Dam bhar na dam lenge rukh hawa ka badlenge - 2
Manzilo ko yaaro ham raah mein bichhaeynge
Hausla na haarenge jeet ke dikhaeynge - 2