Ganda Hai Par Dhandha Hai

Deepak Dhande Mon 12th Oct 2015 : 18:16 Movie / Album - Company

Vote mein note, dhoti pe hai khot, dil pe chot
Matlab ke yaar aage se pyaar, peechhe se waar
Sab ganda hai par dhandha hai yeh - 3
Chandan sa badan, chanchal chitwan, yaaron se jalan
Vote mein note, dhoti pe hai khot, dil pe chot
Sab ganda hai par dhandha hai yeh - 3
Haddi pasli ek, seedha saadha pet, donon ghutne tek
Baaton ki dhaar, haathon mein taar, ek aur do chaar
Sab ganda hai par dhandha hai yeh - 3
Badle ki mithaas, gusse ka gilaas, kuen jaisi pyaas
Vote mein note, dhoti pe hai khot, dil pe chot
Sab ganda hai par dhandha hai yeh - 4

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts