Aaj Mein Boond Hoon

Singer: Shekhar Ravjiani, Shreya Ghoshal
Writer: Not Applicable
Composer: Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani
Movie/Album: De Taali

 Dil ki dhadkan bhi woh hai

Teri uljhan bhi woh hai
Usko suna de apni dil ki sadha

Sapno ke saath tum reh ne lagi hoon
Mujh se yeh khwab tum keh ne lagi hoon
Armaano ka mila tum ko samandar
Maujon ke saath tum beh ne lagi hoon

Aaj mein boond hoon, boond hoon baarish ki
Aaj mein hoon leher, leher hoon khwaish ki
Aaj mein aasmaan se aayi hoon
Aaj mein dhoop hoon, mein bahaari laayi hoon
Sapno ke saath mein reh ne lagi hoon
Unse yeh baat mein keh ne lagi hoon
Armaano ka mila mujh ko samandar
Maujon ke saath mein beh ne lagi hoon

Sapno ke saath mein reh ne lagi hoon
Unse yeh baat mein keh ne lagi hoon
Armaano ka mila mujh ko samandar
Maujon ke saath mein beh ne lagi hoon