Aji Potti Patana Hai

Deepak Dhande Wed 14th Oct 2015 : 04:24 Movie / Album - Desh Premi

Ri o potti kaha chali
Palat meri anar ki kali
Batamiz
Kya najakat kya najakat hay hay hay hay
Kaichi tune chal di to
Mere dil ko pish pish ko kaat kaat ko chalti
Sallama

Taane din tanadana tanadana tanadana - 3

Khatun ki khidmat me salam apun ka - 2
Aji potti patana hai
Aji potti patana hai potti patana hai
Aji potti patana hai faqat kaam apun ka
Ghar-baar hua ishq me nilam apun ka
Khatun ki khidmat me salam apun ka
Taane din tanadana tanadana tanadana - 2

Jai potti kya
Hay pareshan haath chood hai maine haath pakada to
Tune danta aise nakko aise bataya ha ha
Kya baat karta hai hatt

Ha bata nahi karte ham haidarabadi - 2
Hatha me tere jo mehadi na laga di
To naam nahi lenge kabhi apne vatan ka
Kabhi apne vatan ka
Khatun ki khidmat me salam apun ka - 2
Taane din tanadana tanadana tanadana - 2

Gulbadan khadim ke hatha se munh me daal ko chabayenge
Kya pan
Ye pana me mere kaleje ke tukade supari ki jagah rakh ko
Chabar-chabar ke chabar ja

Mar mitane me janam ham loga hai mahir - 2
Ghus kar tere dil me nikalege na bahir - 2
Kharcha ho qafan ka na charcha ho dafan ka
Charcha ho dafan ka
Khatun ki khidmat me salam apun ka - 2
Taane din tanadana tanadana tanadana - 2

Pahechane kya aasiq hu rasta chod
Hay ek baar pakde to chod te nahi
Utthake le jate jalim
Hatt ja nahi to marungi
Hallu hallu maar teri kalayi marod jayegi to

Tu chij ajab hai tu baap gajab hai - 2
Hungama sadak par hone ka sabab hai - 2
Police ko bulao khatra hai aman ka
Khatra hai aman ka
Khatun ki khidmat me salam apun ka
Aji potti patana hai
Bhai potti patana hai
Aji potti patana hai faqat kaam apun ka
Ghar-baar hua ishq me nilam apun ka
Khatun ki khidmat me salam apun ka
Taane din tanadana tanadana tanadana - 2

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts