Ai Jane Jigar Dil Me Samane Aaja

Deepak Dhande Mon 21st Sep 2015 : 14:55 Movie / Album - Aaram

Ai jane jigar dil me samane aaja
Ujadi huyi basti ko basane aaja, ai jane jigar

Dil dard se betab hai, tu jane tamanna
Aaram ka paigham suna ne aaja, ai jane jigar

Parwana badi derse hai aas lagaye
Aye shamma na kar der jalane aaja, ai jane jigar

Tarasi huyi najaro ko hai didar ki hasarat
Barkha ki tarah pyas bujhane aaja, ai jane jigar

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts