Haal Tujhe Apani Duniya Ka

Singer: Kishore Kumar
Writer: Rajendra Krishan
Composer: C Ramchandra
Movie/Album: Aasha (1957)

 Haal tujhe apani duniya ka

Nazar to aata hoga - 2
Malik tu bhi is ko bana kar
Ab pachhatata hoga - 2

Sachai ke mahel dher hai
Jhuth ke ghar aabad
(Soch ke kya rakhi thi tune
Duniya ki buniyad) - (2)
Mujhko yakin hai dil hi dil me
Tu sharmata hoga - 2
Haal tujhe apani duniya ka
Nazar to aata hoga - 2

Nafarat is duniya ka tohfa
Ulfat ek ilzam
(Juth yaha ki subaha
Hakikat is duniya ki sham) - (2)
Bol tujhe kya apane kiye per
Fashion aata hoga - 2
Haal tujhe apani duniya ka
Nazar to aata hoga - 2