Kya Raat Hai Wah Wah

Deepak Dhande Tue 22nd Sep 2015 : 13:55 Movie / Album - Aatank

Kya raat hai waah waah - 2
Kya raat hai kya bat hai
Waah waah waah waah waah wah

Raat waat baat waat thik thak hai - 2
Par thamega kaun mera hath re
Wah wah
Kya raat hai waah waah - 2
Waah waah waah waah

(Tu bhi hai akeli mai bhi hu akela
Rat bhi rangili hai
Sath bhi hai rangila) - (2)
Ek rat ka to sath thik thak re
Par mai chahu jiwan ka sath re
Re waah waah
Kya raat hai waah wah - 2

Kismat se jo bhi paye
Gharwali mere jaisi
Bhule na phir kabhi wo
Seva karu mai aisi
Pakwan mera jo khaye ek bar aakar
Wo hath chat ta hi rah jaye
Zindgi bhar
Rang dhang ki to bat thik thak hai
Par layega kaun barat re
Kya raat hai waah waah - 2

Maine to ek mard ko
Chaha tha jano dil se
Socha tha uske sang me
Shadi banau mil ke
Par meri jawani uske hawale karde
Par wo kathor dil ka nikla bada dedardi
Aankh nak thik thak hai
Par ulte sar ki hai uski jat re
Kya raat hai waah waah - 2
Kya raat hai kya baat hai
Waah waah waah waah waah waah
Haye haye haye jani
Dekho ji dekho ji dekho
Mujhe jani bola
Isne mera pallu khicha
Isne meri bah pakad li
Isne mera pallu khicha
Isne mujhe jani bola

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts