Itni Jaldi Na Karo Raat Ka Dil Tutega

Deepak Dhande Fri 18th Sep 2015 : 16:56 Movie / Album - Aadmi Aur Insaan

(Itni jaldi na karo raat ka dil tutega
Aap jayenge to zazbat ka dil tutega) - (2)
Itni jaldi na karo, dil tutega

Sari raat yu na jage to jawani kya
Subha tak na chale to kahani kya
(Zulf jo humne banai thi
Wo bikhri bhi nahi
Rang pe aake ye mehfil
Abhi nikhri bhi nahi) - (2)

Shama ka saaz ka nagma ka dil tutega
Haye itni jaldi na karo raat ka dil tutega
Aap jayenge to zazbat ka dil tutega
Haye itni jaldi na karo dil tutega

(Kam se kam pyar ka ilzam to lete jaye
Aaj ki raat ka inaam to lete jaye) - (2)
Chal diye aap to har baat ka dil tutega
Haye itni jaldi na karo raat ka dil tutega
Aap jayenge to zazbat ka dil tutega
Itni jaldi na karo dil tutega

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts