Dil Rotaa Hai Bar Bar

Deepak Dhande Tue 22nd Sep 2015 : 17:54 Movie / Album - Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyon

Aa.... aa.... aa.... aa....

Dil rotaa hai baar baar teri yaad mein -2
Ab aataa nahin qaraar teri yaad mein
Aa.... aa.... aa....
Dil rotaa hai baar baar teri yaad mein
Ab aataa nahin qaraar teri yaad mein
Har ghadi bas teraa main
Aa.. aa.... aa
Har ghadi bas teraa main, raastaa dekhtaa hoon
Aa.. aa.... aa
Jeenaa hai mushkil teri yaad mein
Dil rotaa hai baar baar teri yaad mein
Ab aataa nahin qaraar teri yaad mein

Aa.... aa.... aa.., hun.. hun.. hun
Kaise bhalaa bhuloon sanam, vo khushnumaa chaahat ke din
Aa.... aa.... aa..
Kyaa chaandni kyaa aashiyaan, viraan hai sab tere bin
Sirf tanhaaiyaan hain
Aa.... aa.... aa
Sirf tanhaaiyaan hain, gham ki parchhaaiyaan hain
Aa.... aa.... aa
Aur kuchh nahin hai teri yaad mein
Dil rotaa hai baar baar teri yaad mein
Ab aataa nahin qaraar teri yaad mein
Aa.... aa.... aa.... aa.... aa.... aa.... aa.....

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts