Abb Tumhaare Hawale Watan Sathiyo

Deepak Dhande Tue 22nd Sep 2015 : 17:56 Movie / Album - Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyon

Farz apna ham nibhane chale, karz apni jamin kaa chukane chale
Bande mataram, bande mataram, bande mataram, maa.... - 4

O ho ho ho..........
(Ham fauji iss desh kee dhadkan hain
Har dil kaa ham pyar, maa kee tadpan hain) - 2
Pura karne chale har wachan sathiyo, abb tumhaare hawale watan sathiyo
Sathiyo, sathiyo, sathiyo, sathiyo..............
Abb tumhaare hawale watan sathiyo
Ham fauji iss desh kee dhadkan hain
Har dil kaa ham pyar, maa kee tadpan hain
Bande mataram, bande mataram, bande mataram, maa.... - 2

Tutne naa do bharat kaa vishwas tum
Jeet kee le ke dil men badho pyas tum
Apne khu se likho apna itihas tum - 2
Apne bharat ko apna naman sathiyo, naman sathiyo
Sathiyo, sathiyo, sathiyo, sathiyo..............
Abb tumhaare hawale watan sathiyo
Ham fauji iss desh kee dhadkan hain
Har dil kaa ham pyar, maa kee tadpan hain
He.... he.... aa.........

Aa aa aa...........
Sa gaa ma gaa, sa gaa ma gaa aa - 2
Galiyo chaubaro men pyar hamne kiya
Dil ke arman kaa izhar hamne kiya
Aa aa..............
Usaka chehra hamesha nigaho men hai
Dur rah ke bhi woh meri banho men hai
Sa gaa ma gaa, sa gaa ma gaa aa - 2
Bida kiya tha usane mere sar pe laga ke tika - 2
Rang naa padne diya kabhi maine toh usaka phika
Kab banegi judayi milan sathiyo - 2
Kab banegi judayi milan sathiyo, milan sathiyo
Sathiyo, sathiyo, sathiyo, sathiyo..............
Abb tumhaare hawale watan sathiyo

Bande mataram, bande mataram, bande mataram, maa.... - 2
Tum taa naa naa naa, tum ta naa naa naa naa -2

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts