Nadiya Kinare He Rali Aali Kangana

Deepak Dhande Tue 22nd Sep 2015 : 18:58 Movie / Album - Abhimaan

He nadiya kinare he rali aali kangana - 2
Aise ulajh gaye anadi sajna - 2
Nadiya kinare he rali aali kangana - 2

Kahe panaghat upar gali thi chalake akeli
Mare hans hans tana sari sakhiya saheli
Gori aur jao na mano kahna - 2
Nadiya kinare he rali aai kangana - 2

Ab khadi khadi sochu
Khadi khadi sochu
Dekhi hai saas nandiya sab ka kari hai bahana
Ab to suni kalali lai ke chori chori jana
Bhari pada re piya se milna - 2

Nadiya kinare he rali aai kangana - 2
Aise ulajh gaye anadi sajna - 2
Nadiya kinare he rali aai kangana - 2

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts