Abhi Toh Mai Jawan Hu

Singer: Lata Mangeshkar
Writer: Asad Bhopali
Composer: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Movie/Album: Afasaana

 Khushiyo ke din manaye ja, dil ke tarane gaye ja

Tujh ko jawani kee kasam, dil kee lagi bujhaye ja
Dooniya meri basaye ja, aaja piya aaja piya
Abhi toh mai jawan hu - (3)

Abhi toh mai jawan hu - (3)

Jahid yuhi badnam hai, gham se tujhe kya kam hai
Yeh muskurati jindgi, jindadili kaa nam hai
Dil dil se muskuraye ja, kuchh gaye ja, balkhaye ja
Abhi toh mai jawan hu - (3)