Aawan Ankhiyan Jaawan Aankhiyaan

Deepak Dhande Wed 23rd Sep 2015 : 14:21 Movie / Album - Ahista Ahista

Iss duniya ka sang na chaahoon, na main jhumka kangan na chahoon
Jaise bhi ho jitna bhi ho, (rang piya ke rangna chahoon - 2)

Aa mil aa mil.......
Aawan ankhiyan jaawan aankhiyaan, hijra mein tere saawan ankhiyaan - 2
Aa mil aa mil....
Aawan ankhiyan jaawan aankhiyaan, hijra mein tere saawan ankhiyaan

Jabse piya ke saath lagi hain, saari saari raat jagi hain - 2
Piya ko dhunde, piya ko chahe, piya milan ki dekhe raahein - 2, raahein raahein
Jogan ankhiyaan - 2, darde judaayi bhogan ankhiyaan
Aawan ankhiyan jaawan aankhiyaan, hijra mein tere saawan ankhiyaan

Baanwari mujhko kehte piya ji, gaanv ko jab se chhod diya ji - 2
Piya milan ki aas mein nikali, safal jawaani mom si pighli - 2 pighli, pighli
Jaagan ankhiyan sowan ankhiyaan, yaad mein teri rowan ankhiyaan
Aawan ankhiyan jaawan aankhiyaan, hijra mein tere ??? ankhiyaan
Aa mil aa mil.......
Aawan ankhiyan jaawan aankhiyan, hijra mein tere saawan ankhiyan - 2

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts