Allah Karein.....

Deepak Dhande Wed 23rd Sep 2015 : 14:22 Movie / Album - Ahista Ahista

(Jab tak yeh khudaayi rahein, tere dil pe mera naam rahein
Allah karein, allah karein, allah karein, allah..... - 2) - 2

Tera hi aalam hai, tera hi manzar hai, tera hi mausam hai raat din
Gehraayiyo mein mere dil ki jaane jaan, koyi nahi hain abb tere bin
Har lamha tujhko hi diya hai, tumne kya mujhko kar diya hai
Jab tak yeh khudaayi rahein, tere dil pe mera naam rahein
Allah karein, allah karein, allah karein, allah.....

Meri jawaani ka teri kahaani ka, koyi na koyi hai waasta
Tera thikaana hu tera fasaana hu, manzil ka teri main raasta
Tujhpe hai mera bas mera hak, tu hi hai jaana dil ki raunak
(Jab tak yeh khudaayi rahein, tere dil pe mera naam rahein
Allah karein, allah karein, allah karein, allah..... - 2) - 2

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts