Ek Banjaran Gumshuda Ho Gayi

Deepak Dhande Tue 29th Sep 2015 : 15:28 Movie / Album - Babloo Happy Hai

Raat gaye haye
Ek banjaran gumshuda ho gayi
Raat gaye ek prem-pujaran
Phir khuda ho gayi
Aaja phir se jannat chakha du
Ek hi raat hai
Lab ya paimane se pila du
Ek hi baat hai
Raat gaye haye
Ye banjaran gumshuda ho gayi
Raat gaye wo prem-pujaran
Phir khuda ho gayi

Mehbooba-mehbooba - 2
Mehbooba

(Raat tera suroor jo
Sadko pe nikle) - (2)
Badtameez meri parchhayi
Pakadke chale
Jism ki hadd se pare
Dil se kya arz kare
Band kachehri me ho
Band kachehri me
Kyun dil ka mamla darz kare

Raat kafi nahi
Raat baki nahi

Aaj dil ki shama bujha do
Raat kafi nahi
Jism se ek shola jala do
Raat baki nahi
Raat gaye haye
Ek awaran bewafa ho gayi
Raat gaye wo prem-pujaran
Phir khuda ho gayi

Mehbooba-mehbooba - 2
Mehbooba

(Tujhko chhune ke baad se
Allah reham kare) - (2)
Tujhko chhune ki yeh zarurat
Kuch to kam kare
Mastiya aise lute
Raat bhi soke uthe
Jane wo kya dekhe haye - 2
Subah to
Khwabo me khoke uthe

Beparwah hai laparwah hai - 2

Aatishe bikhri hai badi
Ye beparwah hai
Khwahishe sulgi huyi
Aur laparwah hai
Raat gaye ye shokh pahadan
Behaya ho gayi
Raat gaye wo
Prem-pujaran phir khuda ho gayi

With All Lyrics Some Information Is required

  • Writer / Poet -
  • Composer -
  • Singer -
  • Movie / Album -

Some Other Posts