Teree Dooniya Me Nahi Koyi Hamara Apna
Teree dooniya me nahi koyi hamara apna
Besaharo ko jara de de sahara apna, de de sahara apna
Teree dooniya me nahi koyi hamara apna
Besaharo ko jara de de sahara apna, de de sahara apna
Rup lakho hain tere hu koyi majbur nahi
Koyi jarra nahi jisme ke tera nur nahi
Apne bando se kisi hal me, (too dur nahi -2)
Tune har kam jo bigada woh sanwaaa apna
Besaharo ko jara de de sahara apna, de de sahara apna
Aaye tufan jo garibo ko mitane ke liye
Aaye tufan, aaye tufan jo garibo ko mitane ke liye
Aaye mushkil jo yatimo ko saaane ke liye
Apne bachcho ko too aa jana bachane ke liye - (2)
Bachane ke liye, bachane ke liye
Apne bachcho ko too aana bachane ke liye - (2)
Part ii
Too hi himmat de inhe chahanewale hain tere
Too hi apna le hame gate hain teree rachana
Besaharo ko jara de de sahara apna, de de sahara apna
Roj lete hain tera nam jiye jate hain
Pyas lagati hai toh aansu hi piye jate hain
Ham bure hi sahi lekin tere kehlate hain
Too daya ki hai nadi too hai kinara apna
Besaharo ko jara de de sahara apna, de de sahara apna
With All Lyrics Some Information Is required
- Writer / Poet -
- Composer -
- Singer -
- Movie / Album -