Mein Ghum Se Rista Jod Ke Jau Kahan
(Kab se usko dhondta hoon, bhegi palko se yahan
Ab jane woh kahan hai, tha to mera ashiyan) - 2
Rabba mere mujhko bata, haaye de mujhe kyon yeh saza
(Ab sare bandhan thod ke, yaadon ko tanha chod ke
Mein ghum se rista jod ke jau kahan) - 2
(Ek chhota ssa jahan, chand khushiyon se bhara
Usko mujhse cheen kar hai, mil gaya tujhko bhi kya) - 2
Abb hai fakat sirf jaan, kar dun mein woh bhi aata
(Ab sare bandhan thod ke, yaadon ko tanha chod ke
Mein ghum se rista jod ke jau kahan) - 2
(Waqt ke kitne nishaan hai, zarei zarei mein yahan
Doston ke saath ke pal, kuch hasen kuch gumjyda) - 2
Sab hua abb to fanna.., bas raha baki dhuan..
(Ab sare bandhan thod ke, yaadon ko tanha chod ke
Mein ghum se rista jod ke jau kahan) - 2
Kab se usko dhondta hoon, bhegi palko se yahan
Ab jane woh kahan hai, tha to mera ashiyan
Rabba mere mujhko bata, haaye de mujhe kyon yeh saza
(Ab sare bandhan thod ke, yaadon ko tanha chod ke
Mein ghum se rista jod ke jau kahan) - 4
With All Lyrics Some Information Is required
- Writer / Poet -
- Composer -
- Singer -
- Movie / Album -