Paise Ka Khel Niraala
Are paise ka khel niraala, o paise ka khel niraala
Niraala re, paise ka khel niraala
Sone ka hai yeh naati, chaandi ka hai saathi - (2)
Yeh chaabi aise pyaare jo khole har taala
Paise ka khel niraala, niraala re, paise ka khel niraala
Sone ka hai yeh naati, chaandi ka hai saathi

Yaari kare toh hasaaye, o ruthe toh bhuka sulaaye - (2)
Naam isi ka hai daata, hai yahi toh vidhaata - (2)
Are paise bina ghume nahi jogi ki maala
Paise ka khel niraala, niraala re, paise ka khel niraala
Sone ka hai yeh naati, chaandi ka hai saathi
Yeh chaabi aise pyaare jo khole har taala
Paise ka khel niraala, niraala re, paise ka khel niraala
Daulat se chaahat badi hai, duniya isi pe khadi hai - (2)
Paisa aata jaata hai isaka kisase naata hai - (2)
Are pyaar kare sabake jivan mein ujaala
Are paise ka khel niraala, niraala re, paise ka khel niraala
Sone ka hai yeh naati, chaandi ka hai saathi
Yeh chaabi aise pyaare jo khole har taala
Paise ka khel niraala, niraala re, paise ka khel niraala
Aisa yeh nuska hai jaani, o budhe pe laaye jawaani - (2)
Chhota hai yeh jitana, utana hi hai yeh fitana - (2)
Are kadaki waala mann ki maare, naache dhanwaala
Paise ka khel niraala, niraala re, paise ka khel niraala
Sone ka hai yeh naati, chaandi ka hai saathi
Yeh chaabi aise pyaare jo khole har taala
Paise ka khel niraala, niraala re, paise ka khel niraala
With All Lyrics Some Information Is required
- Writer / Poet -
- Composer -
- Singer -
- Movie / Album -